Mian bivi ka rishta aik bohat hi muqaddas rishta hay. Is rishtay ko Allah Ta’la nay apni nishani karar diya hay. Mian aur bivi na sirf aik dusray kay dukh sukh kay sathi hotay hein balkah wo dono aik dusray ka libad hein. Mian bivi ko Quran mein aik dusray ka libaas kio kaha gaya hay? Kion kah libaas ka kaam insaan kay aibo ko chupana hota hay. Mian bivi bhi aik dusray ki buraiyan chupatay hein aik dusray ko cover kartay hein.
Lekin aaj kal aksar dekha gaya hay kah bohat dhoom dham say shadi hoti hay
aur sharu mein dono aik dusray par mar mitay ja rahay hotay hein aur aik dusray
say jeenay aur marnay ki qasmein khanay say nahi thaktay. Lekin shadi kay kuch
salo baad differentiations peda honay sharu ho jatay hein. Yahan tak kah aksar
to haatha pai par utar aatay hein. Phir baat barhti jati hay aur nateeja
divorce par khatam hota hay.
Jee han yah hamaray muashray ki aksar gharon ki kahani hay. Is sab ki wajah
kia hay aur is sab ka ilaj kia hay wo hum aaj is article mein discuss karnay ja
rahay hein.
Darasal baat yah hay kah shaitan ko mian bivi kay rishtay say sakht nafrat
hay. Kion kah shadi say insan ka deen mukamal hta hay. Insan shadi ki wajha say
bohat si buraiyo say bach jata hay. Is wajha say shaitan ko is rishtay say
sakhat nafrat hay. Ab hum husband wife relationship problem ki kuch wajuhat
neechay biyan kartay hein.
1 – Shaitan nahi chahta kah mian bivi khush rahein
2 – Saas bahu kay jhagray jis mein nando ka kirdar prominent hota hay.
3 – Nazar e bad ki wajha say yah mslay kharay hotay hein
4 – Koi dushman kala ilm karwa deta hay
5 – Khandan mein koi hasadi insan khush nahi dekh sakta tow sazishen sharu
kar deta hay
6 – Shohar ki zindagi mein koi aur larki ka kirdar ho sakta hay
7 – Bivi ki zindagi mein kisi aur mard ka kirdar ho sakta hay
Husband wife problem solution
Ab baat kartay hein is maslay kay solution ki. Tow solution wohi ho ga
jaisa kay problem ho ga. Is ko hum tarteeb kay sath neechay darj kar rahay
hein.
1 – Shaitan nahi chahta kah mian bivi khush rahein
Koshish kar kay pancho namazen aada karen. Aur zayada say zayada sadqa
dein.
2 – Saas bahu kay jhagray jis mein nando ka kirdar prominent hota hay.
Maan baap ko chahiye kanwari ya bewa ya talaq yafta betiyo ki jald say jald
shadiyan karwa dein. Agar aisa fori mumkin nahi tow mian aur bivi alag ho
jaein.
3 – Nazar e bad ki wajha say yah mslay kharay hotay hein
Nazar e bad ka ilaj karwaein. Us kay liye Amil Online say rabta karen.
4 – Koi dushman kala ilm karwa deta hay
Kalay ilm ki diagnosing karwaein aur us ka tor karin.
5 – Khandan mein koi hasadi insan khush nahi dekh sakta tow sazishen sharu
kar deta hay
Apna muahsba karein apnay aas paas kay logo ko check karein. Kisi ko apnay
ghar aur zati muamlat mein dakhal ki ijazat na dein.
6 – Shohar ki zindagi mein koi aur larki ka kirdar ho sakta hay
Amil Online say rabta karen.
7 – Bivi ki zindagi mein kisi aur mard ka kirdar ho sakta hay



No comments:
Post a Comment