manpasand shadi aaj kay dor ka aik mash-hoor topic hay. yah topic kisi tareef ka mohtaj nahi hay. mukhtasir tor par hum kah saktay hein kah manpasand shadi ka matlab hay Love Marriage.
aik dor tha jab log sada zindagi guzartay thay aur sada ghizaein istimal
kartay thay. us waqat problems bhi kam say kam thay. log aik dusray kay dukh
dard mein shareek hotay thay. aik dusray kay kaam aatay thay.
phir waqat nay palta khaya aur jadeed dor kay samrat hasil honay lagay.
machines ka istimal zayada honay laga, ghizaein walaiti ho gaein. is kay sath
sath logo kay rawiye bhi tabdeel honay lagay.
mukhtasir baat karein to us dor mein baro ka dar khoaf hota tha. unchi awaz
mein baat karna mayub samjha jata tha. larkiyan tou khair door ki baat hay,
larkay bhi apni shadi ka taqaza nahi kar saktay thay.
aaj dor mukh-talif ho chuka hay. nafsa nafsi ka aalam hay. aik dor lagi hui
hay jis mein har aik dusray ko peechay chorna chahta hay. aaj kay dor mein
larkay tou aik taraf larkiyan bhi marzi kay khilaf shadi karna pasand nahi
karti hein.
jadeed dor kay larkay aur larkiyan pasand kartay hein kah wo apni marzi say
shadi karen. aam tor par larkay aur larkiyan taleemi dor mein hi aik dusray ko
dil day beth-tay hein. us kay baad wo aik dusray say mohabbat karnay lagtay
hein. yun jab un ki love story ka un kay ghar walo ko pata chalta hay tou aik
tofan khara ho jata hay.
aam tor par khandano kay andar manpasand shadi ko qabool nahi kia jata.
phir larkay aur larkiyan shadeed gham aur ghussay mein mub-tala ho kar koi
ghalat qadam utha beth-tay hein.
yahi sab dekhtay huway Amil Online nay makhlooq ki bhalai ka bera uthaya.
masoom bachay aur bachiyo ko un ka sacha piyar mil jay aur wo bhataknay na
paein, bas yahi Sayyed Hassan Raza Kazmi sahab ka maqsad hay.
us kay liye Peer sahab kay paas na sir Amliyat O Taweezat hein, balkah kai
aisay wazifay bhi hein jin say manpasand shadi ho jati hay. aap kay aur mahboob
kay ghar walay razi ho jatay hein.
is maqsad kay liye mazeed dair mat kijiye aur aaj hi Amil Online say rabta
kar kay apnay halat share kijiye. aur aaj hi uljhano say chutkara payie.



No comments:
Post a Comment